And here I give them a shot (And in the spirit of the name, here follow 3 Trivenis)
1) woh raat mein chamakte taaron jaisi muskurahat
humare dil ki dhadkan ban gayi hai
kabhi hum pe nahi, humare saath bhi hasa karo
2) nazaron mein tumhe kaid karke
man hi man tumse baatein karte hain
tumhari wajah se hi toh aaj khooni bulati hai duniya
And here's the first one I wrote:
3) jab se gire hum tumhari baahon mein
tab se uthne ki himmat na thi
kal se hum bhi kele ke chilke zameen pe girayenge
Oh, and by the way, click here for some better ones:
4 comments:
Khooni thoda zyaada ho gaya, nahin ? :D
Awesome though!
Nice! very unlike you! ( Not that writing nice posts is unlike you, its the triveni thing that is unlike you :P) ...awesome first try.
Acchi hain ,
kaafi acchi hain,
but last line ki rhyme scheme ka kya karte hoon?
Awesome!
Post a Comment